Guitar Gurus

            

Wednesday, March 21, 2007

Muting Exercises -

I - D U (Mute for upward stroke)
II - D U (Mute for downward stroke)
III - D DU UDU ( should be played as - D mU UmU. Where 'm' is for mute)


############################
gajab ka hai din dekho jara - QSQT

Strumming - D DU UDU
Note: check when to start strumming below. Timing of strumming will be very important here.
############################
G-------C-------G-------D
gajab ka hai din dekho jara
G-------C-------G-------D
ye deewanapan socho jara
C---------------D-------------
hum hain akele, tum ho akele
C------------D
majja aa raha hai
C------D-C------D
kasam se, kasam se.....

(G)dekh lo hum ko (Bm)kareeb se
(C)aaj hum milein hain (G)naseeb se
(G)ye dil, hum (G)jawaan aur ye (D)mausam fir (G)kahan



###################
Har Ghadi - Kal Ho Na Ho
###################

C-------------------------Em------------
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi
C--------------------Em------------
Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi
C--------------F-------------
Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo
C------------F-------------
Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho

repeted for the rest of the song


#################
Neele neele ambar par
#################
.....................C...............
Neele neele ambar par
...................Dm.....
Chand jab aaiye
...............C.......
Pyar barsaiye
..............Dm........
Humko tarsaiye
.................Dm.........
Aaisa koi saathi ho
...............C...............
Aaisa koi premi ho
..............A#
Pyas dil ki
...........Dm
Bujha jaiye


Dm
Unche unche parbat
...........C
Jab chumtehe ambar ko
A#
Pyasa pyasa ambar
..........Dm
Jab choomtahai sagar ko

..............C
Pyar se kasmeto
....................Dm
Baahomein basnedo
..................C
Dil mera lalchahe
.............Dm
Koi to aajaiye

Dm
Cham cham karta saavan
C
Boondokein baand chalaiye
A#
Sathrangeen barsaathomein
......Dm
Jab tan man bheega jaiye

....................C
Pyar mein nahaneko
................Dm
Doobhi jaaneko
..................C
Mera dil tarpaiye
..............Dm
Khaab jaaga jaiye

ho, thande thande jhonke
jab baalon ko sahalaaen
tapatii tapatii kiraNen
jab gaalon ko chhu jaen

saanson kii garamii ko
haathon kii naramii ko
dil meraa tarasaae
koI to chhU jaye
aisaa koI saathii ho
aisaa koI premii ho
pyaas dil kii bujhaa jAe
neele neele ...

0 Comments:

Post a Comment

<< Home